January 31st, 2010
Poetry SMS
Har insan ki alag Pehcan hoti ha
Har insan ki alag Pehcan hoti ha
Per Hamarey SMS ki alag Shaan hoti ha
Her kisi ko kartey nahi SMS
Magar jis ko kartey hain us main Hamari Jaan hoti ha
Shama kehti hai muje banaya kisne
Shama kehti hai muje banaya kisne,
jis jis ke hath lagi muje jalaya usne,
wo shama kya jise koi jalane wala na ho,
wo insan hi kya jise koi chahne wala na ho…
Raat kya dhali sitare chala gayay,
Raat kya dhali sitare chala gayay,
Gairo sa kya gila jab aapna chalay gayay,
Jeet to saktay thay ishq bi bazi ham bhi,
Magar tumhe jitanay ka liya hartay chalay gayay
Dil k konay say aik awaz aati hay
Dil k konay say aik awaz aati hay,
Hamain har pal un ki yaad ati hay,
Dil pochta hay bar-bar hum say,
Jihain hum yaad kertay hain,
Kia unhain bhi hamari yaad ati hay?
Rooz khawab mein nazar aatey ho tum
Rooz khawab mein nazar aatey ho tum
kio mujhey neend mein bi daratay ho tum